Jawab:nnKisi Nafl Namaz Ki Jamaat Tadaa?i Ke Sath (Elan Karke Ya Logo Ko Bula Kar) Makrooh Hai.nnRahi Baat Ashura Ke Din Nafl Namaz Ki To Is Se Mana Nahi Kiya Jayega. Ke Namaz Allah Ki Ibadat Hai.nnAur Is Se Rokna Hargiz Jaayez Nahi Ke Kahin Namaz Se Rokne Walo Me Shamil Na Ho Jaayein.nnHaan Ye Masla Bataya Jaaye Ke Jamaat Ke Sath Is Roz Nafl Namaz Na Parhi Jaaye.nnRahi Baat Ashura Ke Din Nafl Namaz Ki To Sayyedi Alahazrat Quddisa Sirruhul Azeez Ki Janib Mansoob Ye Amal Tahreer Hai Ke ?Ashura Ke Din Ghusl Kar Ke 2 Rekaat Is Tareeqe Se Parhe Ke Dono Rekaato Me Surah Fatiha Ke Baad 10, 10 Baar Surah Ikhlas Parhe Aur Salam Ke Baad Ek Baar Ayat Al Kursi Aur 9 Martaba Durood Shareef Aur Us Ke Baad Dua E Ashura Parhe.”nn??? ??????????????? ???????????nnAayinda Ashura Tak Zinda Rahega.nnWa-Allahu Ta?ala A?lamnn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????