Zaid Ne Ek Aadmi Jo Ki Dusri Jamaat Wala Tha Usse Pucha Ke Tum Namaz Ke Waqt Topi Kyu Nahi Pehente?

Uss Aadmi Ne Jawab Me Kaha Ke Topi Zaruri Nahi Hai.nnJo Log Hajj Pe Jaate Hai.nnWo Log Bhi Nahi Pehente Aur Unki Namaz Bhi Hojati Hai.nnnIs Masle Ke Baare Me BatayennJawab :nnHajj Ya Umra Ke Dauraan To Sile Kapre Bhi Nahi Pehne Jaate.nnTo Wo Shaks Bhi Yu Hi Hamesha Be Sile Kapre Pahen Kar Rahe.nnBaher Haal!nnAam Taur Par Namaz Me Topi Na Pehnna Namaz Ke Adab Ke Khilaaf Bhi Hai Aur Sunnat Ke Khilaaf Bhi Aur Ye Najaayez Hai, Aur Agar Namaz Ko Haqeer Jaan Kar Parhta Hai Topi Nahi Pahenta To Kufr Hai.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love