Chand grahan kya hota hai? aur hamal (bachcha) jiske paith me ho, Kya wo aurat kaam nahi kar sakti?

Kya ye baat sahi hainnJawab:nnYe Allah ki Qudrat ki Nishani hai ke Allah Ta’ala agar chahe to roshan suraj chand ko bhi Tareek farma de.nnNajoomiyo ka kehna hai ke Jab Suraj aur chaand ke beech me Zameen Haayel ho jati hai.nnTo Chand grahan aur Jab Zameen o Suraj ke darmiyan Chaand haayel ho to suraj grahan hota hai.nnRahi baat Hamila Aurato ki to Un par kisi tarah ki koi shar’an pabandi nahi.nnBade burhe kehte hain is tarah ki baatein ke unhe kaam na karne diya jaaye ya baaher na niklein wagaira.nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love