Jawab:
Asmani Kitabein Chote Badi Bahut Si Nazil Hui.
Asmani Badi Kitab Ko Kitab Aur Choti Asmani Kitab Ko Sahifa Kehtein Hai.
Inmein Char Asmani Kitabein Bahut Mashhoor Hai Aur Woh In Nabiyon Par Nazil Hui.
1) Taurat – Hazrat Musa Alaihissalam Par Nazil Hui.
2) Zaboor – Hazrat Dawood Alaihissalam Par Nazil Hui.
3) Injeel – Hazrat Isaa Alaihissalam Par Nazil Hui.
4) Quran Majeed Yeh Sabse Afzal Asmani Kitab Hai Aur Yeh Asmani Kitab Sabse Afzal Rasool Hazrat Muhammad Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam Par Nazil Hui.