Kya aqiqa karane ke baad sir ke baal katwana

Ya pura takla hojana, kya ye wajib hai ya zaruri hai.

Kya koi jawan aqiqa karra ho, tabh bhi yahi hukum honga kya?

Jawab:

7we din Aqeeqa Aur Baal Pura Utaar lena.

Yaani takla karna Sunnat hai.

Agar koi jawan aqiqa karra ho to zarurat nahi.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love