Hamari masjid me zohar aur asar ki namaz mouzan sahab padhate hai.

Lekin unko tajweed se quran ki tilawat nahi ati, wo kabhi kabhi fajar bhi padhate hai.nnUnke alfaz me kuch galtiya thi maine islaah ke liye unhe bataya.nnMagar wo apni zid par hai aur rozana namaz padha rahe hai.nnKya unke piche namaz ada karne se namaz ada hojayegi, ya us namaz ko dohrana hoga?nnJawab:nnWahi Imam Laayeq e Imamat hai Jo Tajweed O Makharij e Huroof ka Lehaaz Karta ho.nnAgar Imam Ki Qirat Aisi hai ke fasad e Ma’na ki wajah se Namaz Fasid hone ka Andesha hai to Use Imam Na Banaya jaaye.nnAur Agar Imam ki Qirat Is Hadd tak Durust sahi hai ke Namaz me kisi tarah ka fasad lazim nahi aata to Uske peeche tamam logo ki Namaz durust hai.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love