Mayyat ko dafan karte waqt qabar mein Ahad naama Ya surah mulk

Ya Quran Sharif Ki ayatein rakhna kaisa hai. Kya isse murde ko kuch faida hoga?

Jawab:

Qabar mein ahad naama o shjara wagairh rakh sakte hain aur mayyat ke munh ke samne qibla ki janib ki deewar mein taaq bana kar us taaq mein rakhein aur is amal se mayyat ke bakhshish ki ummeed hai.

Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love