Category Masail

Kya Suraj Gurub Hote Hi Iftar Kar Sakte Hai

Ya Fir Azan Hone Ka Intezar Karna Chahiye? Jawab: Suraj Gurub Hone Ka Yaqeen Ho Jaayein, To Fauran Roza Iftaar Kiya Jaayein. Khalifa E Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Nabi Mein Aur Rasool Mein Kya Farq Hai?

Quran Aur Hadith Ki Roshni Mein Jawab Mile Toh Zyada Afzal Hoga Please. Mufti Sahab Baraye Meherbani Jawab Inayat Farmaye. Jawab: Nabi Us Bashar (Insan) Ko Kehte Hain. Jise Allah Ta’ala Ne Logo Ki Hidayat Ke Liye Wahi Bheji Ho,…