Category Masail

Mard Ho Ya Aurat Bina Underwear Pahne Reh Sakte Hai

Aur Bina Underwear Ke Namaz Hogi, Ya Nahi? Jawab: Underwear aaj ki ijaad hai, Guzishta zamane mein, ye na thi. Lehaza iska pahenna lazmi nahi. Aur begair iske pehne, Namaz bila karahat jaayez hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri…

Mazi ka ek qatre bhi napak hai kya?

Ek dhiram se kaam bhi ho tho paak karna zaroori hai kya? Jawab: Ji haan mazi, mani, peshab wagaira sab Napak nijasat e Galeeza hai. Agar nijasat e Galeeza ek dirham se kam lag jaayein, to uska saaf karna Sunnat…

Namaz mein Cheenk Aaye aur Alhamdulillah

Itna Zoor Se bole Ke Apni Kano Tak Sunai de. To Aisa Karna Sahi Hai? Jawab: Namaz mein Chheenk aayein to jawab na de. Lekin agar kisi ne apni chheenk ka jawab Alhamdulillah keh kar de diya, to Bhi Namaz…

Sunni hai ya gaire sunni pehchan mushkil hai

To usko salam Karein, ya na karein? Jawab: Is surat mein uske taur Tareeqe se agar wo sunni maloom ho, to salam karne mein harj nahi. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Nakhun cut karke kaha phekna chahiye

Kachre mein phek sakte kya? Jawab: Dafn karde, ya kisi Achchi jagah Phenke. Kachre mein na phenke. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi