Category Masail

Jπšžπš–πšŽ πš”πš’ πš—πšŠπš–πšŠπš£ πš–πšŽin π™°πš”πš‘πš’πš› πš”πš’ πšπšŠπš”πšŠπš πš–πš’πš•πš’ πš’πšœ πšœπšžπš›πšŠπš πš–πšŽin πš“πšžπš–πšŽ πš”πš’ πš—πšŠπš–πšŠπš£ πš”πšŠ πš”πš’πšŠ πš‘πšžπššπš– πšπšŠπš‘πšŽπšπšŠ

Jawab: Mazkoora shakhs imam ke salam pherne ke baad apni baqiya namaz mukammal kar le. To goya use jumuah ki Namaz mil gayi, magar khutba mein gair hazri ki waja se barkato se mahroom reh gaya. Khalifa e Huzoor Tajushshariah…

Jadu se hifazat ki dua kya hai?

Jawab: Surah Falaq Aur Surah Naas 3 Martaba. Awwal o Akhir Durood Sharif parh kar damm kar lein.   Khalifa e Huzoor Tajushshariah Shehzada E Mufti Mehmood Akhtar Qadri Razavi Amjadi Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi

Momin aur Musalman mein kya Farq hai?

Jawab: Iman aur Islam dono Mutaraadif hai. Inferaadi surat mein har ek ka dosre par itlaaq hota hai. Lekin jab dono jama ho jaayein to Iman ka Ta’lluq Baatini umoor se hota hai, jabke Islam ka ta’lluq zaahir se. Iski…