Category Masail

Sunni hai ya gaire sunni pehchan mushkil hai

To usko salam Karein, ya na karein? Jawab: Is surat mein uske taur Tareeqe se agar wo sunni maloom ho, to salam karne mein harj nahi. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Nakhun cut karke kaha phekna chahiye

Kachre mein phek sakte kya? Jawab: Dafn karde, ya kisi Achchi jagah Phenke. Kachre mein na phenke. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Janaze Ki Namaz Na aati ho

Aur Muqtadi yu kahe ke jo niyat imaam ki woh meri To kya muqtadi ki janaze ki Namaz ho Jaayegi? Jawab: Is Tarah ki niyyat ke jis namaz ki niyyat imam ne ki hai usi namaz ki niyyat mai ne…

Koi agar ye kahe ke ham wali hai

Fir kehte hai ke ham har kam Huzur ﷺ se puchke karte hai Aur jahiri darhi na rakhhe aur kahe ke roohani mein darhi hai. Kya aisa hota hai? Jawab: Hukm zahir par hota hai. Lehaza agar wo darhi mundaata…

Kya aqiqa karane ke baad sir ke baal katwana

Ya pura takla hojana, kya ye wajib hai ya zaruri hai. Kya koi jawan aqiqa karra ho, tabh bhi yahi hukum honga kya? Jawab: 7we din Aqeeqa Aur Baal Pura Utaar lena. Yaani takla karna Sunnat hai. Agar koi jawan…

Koi jhoot bole tho us par lanaat bhej sakte ya nahi?

Jawab: Ye keh sakte hain ke “Jhooto par Allah ﷻ ki Laanat” Magar kisi Khas ka Naam le kar Laanat nahi bhej sakte jab ke wo zinda ho. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi…

Kafi din se rozgar ki talash mein hu

lekin munasib kaam nahi mil raha hai. Koi wazifa bataye, jiske padhne se asani ho. Jawab: 5 waqt Namaz Ba Jamaat ki pabandi karein. Aur Fajr ke waqt Sunnat ke baad 489 martaba Yaa Fattaahu parhein. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood…