Category Riwaaz

Kya Chote Bachcho Ko Masoom Keh Sakte Hai?

Jawab: Masoom Ambiya E Kiraam Aur Farishto Ka Khassa Hai. Masoom Ka Matlab Ye Hai Ke Un Se Gunaah Sarzad Hi Na Ho Sakta Ho. Yaani Allah Tabarak Wa Taala Ne Unke Andar Gunaah Ki Hiss Paida Hi Nahi Farmaayi…

Kya brush karna Biddat hai?

Jawab: Brush karna safaai ke Amal mein se hai. Aur iska Ta’alluq Zindagi guzarne ke Akhlaq o Adab se hai. Lehaza brush karna Biddat e Mubaaha keh sakte hain. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta…

Kya Raat Mein Nakhun Kaat Sakhte Hai?

Jawab: Raat Mein Bhi Nakhun Kaat Sakte Hai. Magar Din Mein Bihtar Hai Aur Agar 40 Din Ho Gaye Ho Nakhun Kaate To Raat Hi Mein Kaat Le Din Ka Intezar Na Karein. Islami Tareeqa Nakhun Dafn Karna Hi Hai.…