Maidan E Karbala Me Hazrat E Sayyiduna Imam E Hussain ??? ???? ???

Aur Unke Rufqa/Sathi Par Jo Zulm o Sitam Kiye Gaye Unhe Padhkar Ya Sunkar Dil Ghamgheen Ho Jaye.nnAankho’n Se Aansu Chhalak Pade, To Kiya Ye Bhi Mana Hai?nnJawab:nnA’ala Hazrat Farmate Hai:nnJi Nahi! Jaisa Ke Sarkar E Do Aalam??? ???? ???? ???? Irshad Farmate Hai:nnArre Sunte Nahi Ho Beshak ALLAH Ta’ala Na Aansu Se Rone Par Azaab Kare, Na Dil Ke Gham Par, Aur Zuban Ki Taraf Ishara Karke Farmaya: Haa Ispar Azaab Hai, Ya Reham Farmaye.nnIsko Imam Bukhari Wa Muslim Ne Hazrat Abdullah Ibne Umar ??? ???? ????? Se Riwayat Kiya Hai:nn???? ????? ???? ??????? ??? ?????? ?????????? ?1 ?174nnIsi Tarah Fatawa Aalamgiri Me Bhi Hai Jameulmuzmirat Se (Buland Aawaz Se Rona) Aur Bin Karna (Islam Me) Jayez Nahi.nnLeqin Baghair Aawaz Ke Rona Aur Aansu Bahana Mamnu/Mana Nahi.nn????? ????? ???? ??????????? ??????? ?1 ?167nnA’ala Hazrat Irshad Farmate Hai:nnKaun Sa Sunni Hoga Jise Waqia-E-Karbala Ka Gham Nahi, Ya Uski Yaad Se Dil Mahzun Aur Aankh Purnam Nahi.nnHaan, Musaaib Me Hum Ko Sabr Ka Hukm Farmaya Hai.nnJaza Faza Ko Shariyat Mana Karti Hai Aur Jise Waqai Dil Me Gham Na Ho Usey Jhuta Izhar-E-Gham (Gham Ka Izhaar) Karna Riya/Dikhawa Hai Aur Qasdan (Yani Jaan Bujhkar) Gham Aawari Aur Gham Parwari Khilaaf-E-Raza Hai.nnJise Iska Gham Na Ho Usey Be Gham Na Rehna Chahiye.nnBalke Uss Gham Na Hone Ka Gham Hona Chahiye, Ke Uski Mohabbat Naqis/Kam Uska Imaan Naqis Hai.nn? ???? ????? ????n????? ????? ???? ????? ?24 ???? 487/488

Share your love