admin

admin

Kufi ka matlab kya hota hai

Aur agar koi shaks kisi ko kufi kahein, to us par kya hukm hai? Jawab: Kufa ke rehne walo ko kufi kaha jaata hai. Kisi ko kufi kehne mein harj nahi, jab ke Gaali ke taur par na kaha jaayein.…

Jo sakhs dadhi katwaye usko imamat karna kaisa hai

Jawab: Agar darhi katarwa kar hadd e shara se kam rakhta hai, to fasiq hai aur us ke peeche Namaz Makrooh e tahrimi wajib ul iaada (repeat) hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi…

Magrib ki Namaz ke dusre qaide mein Atahiyat

ke baad durood shareef padne per Kya Sajda Sahw karna zaroori hai? Jawab: Agar Durood sharif Sayyidina Muhammadin tak parh liya, to sajda e sahw wajib hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Mard Ho Ya Aurat Bina Underwear Pahne Reh Sakte Hai

Aur Bina Underwear Ke Namaz Hogi, Ya Nahi? Jawab: Underwear aaj ki ijaad hai, Guzishta zamane mein, ye na thi. Lehaza iska pahenna lazmi nahi. Aur begair iske pehne, Namaz bila karahat jaayez hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri…

Mazi ka ek qatre bhi napak hai kya?

Ek dhiram se kaam bhi ho tho paak karna zaroori hai kya? Jawab: Ji haan mazi, mani, peshab wagaira sab Napak nijasat e Galeeza hai. Agar nijasat e Galeeza ek dirham se kam lag jaayein, to uska saaf karna Sunnat…

Namaz mein Cheenk Aaye aur Alhamdulillah

Itna Zoor Se bole Ke Apni Kano Tak Sunai de. To Aisa Karna Sahi Hai? Jawab: Namaz mein Chheenk aayein to jawab na de. Lekin agar kisi ne apni chheenk ka jawab Alhamdulillah keh kar de diya, to Bhi Namaz…