Kya Jis Par Ghusl Farz Ho Wo Masjid Mein Nahi Ja Sakta
Jawab: Jis Par Ghusl Farz Ho usse Masjid Ke Us Hissa Mein Jaana Haraam Hai, Ki Jo Daakhile Masjid Hai. Yaani Namaz Ke Liye Banaya Gaya Hai Aur Wah Hissa Ki Jo Fanaye Masjid Hai. Yaani Istinja Khaana, Ghusl Khaana…