Jawab:
Nabi Us Aadmi Ko Kehte Hai Jiske Paas ALLAH TAALA Ne Makhlook Ki Hidayat Ke Liye Wahi Bheji Ho. Aur Rasool Us Insaan Ko Kehte Hai, Jo Khuda Ke Yaha Se Bandon Ki Hidayat Ke Liye Un Ke Paas Khuda Ka Paigaam Laaye. Aur Apne Saath Koi Aasmani Kitaab Bhi Lekar Aaye.