Maal Par Pura Saal Guzar Jaane Ka Kya Matlab Hai?

Jawab:nnIska Matlab Yeh Hai Ki Hajate Asliya Se Jis Tarikh Ko Pura Nisab Bach Gaya.nnIs Tarikh Se Nisab Ka Saal Shuru Ho Gaya.nnPhir Saale Aainda Agar Usi Tarikh Ko Pura Nisab Paya Gaya.nnToh Zakat Dena Wajib Hai.nnAgar Darmiyan e Saal Mein Nisab Ki Kami Ho Gayi, Toh Yeh Kami Kuch Asar Na Karegi.

Share your love