Category Namaz

Jab Namaz Mein Sajda Karte Hai

To Pahle Zameen Par Naak Touch Hona Chahiye Ya Peshani? Jawab: Sajda Karte Waqt Pehle Naak Zameen Par Rakhein Phir Peshani Rakhi Jayein. Khalifa E Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Room Mein Ek Wali Ki Mazar Ki Photo Lagi Hai

Kya Us Room Mein Namaz Padhna Jayaz Hai Aur Jumeraat Ke Din Chirag Jalana Kaisa Hai? Jawab: Kisi Mazaar Ki Tasweer, Ya Gumbad Ki Tasweer, Ya Masjid Wagaira Ki Tasweer Jandar Ki Tasweer Mein Shamil Nahi. Agar Us Tasweer Mein…

Nighty(Trousers) Pehen Ke Namaz Padh Sakte Hai Kya?

ANSWERn Agar Badan Se Is Tarah Chipki Ho Ke Badan Ki Banawat Dikhti Ho To Is Tarah Ke Kapde Pahan Kar Namaz Padhna Mana Hai. n ????? ?????? ???? n ??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi…

Suraj / Chand Grahan Ki Namaz Kaun Si Hai?

Jawab: Suraj Grahan Ki Namaz Sunnt E Muaqqada Hai Aur Chand Grahan Ki Mustahab Hai. Suraj Grahan Ki Namaz Jamat Se Padhani Mustahab Hai Aur Tanha-Tanha Bhi Ho Sakti Hai. Aur Jamat Se Padhi Jaayein To Khutbe Ke Siwa Tamaam…

Namaz Mein Aanhkein Band Karna Kaisa?

Kya Namaz Mein Koi Khararat Hogi? Jawab: Huzoor Sadrushshariah Badruttariqah RadiAllahu Taala Anhu Irshad Farmate Hai. Namaz Mein Aankhein Band Rakhna Makrooh Hai. Magar Jab Khuli Rahne Mein Khushu Na Hota Ho. To Band Karne Mein Harj Nahi, Balkeh Bihtar…