Category Namaz

Zaid 4 Rakat Sunnat Namaz Ada Kar Raha Hai

Aur Galti Se Usne Pehli Hi Rakat Mein Aakhari Surah Padha. Ab Uske Baad 3 Rakat Mein Zaid Kaun Si Surah Padhega. Kya Zaid Ko Namaz Dohrani Hogi? Jawab: Baqya Rakaton Mein Bhi Aakhiri Soorat Hi Padhein Aur Is Soorat…

Zaid ek masjid mein jumma ki namaz ada kiya.

Fir usko dusri masjid mein Salat o salam padhna tha, to dusri masjid mein jamat ke sath jumma ki namaz ada kiya (niyat nafil namaz ki kari). Kya huqm e sharai lagega zaid par? Jawab: Baad e zohr nafl jaayez…