Category Namaz

Taraweeh ki namaz speaker se padhana kaisa hai?

Jawab: Taraweeh ki namaz ho ya koi dosri Namaz. Agar Mic ki awaz par ruku sujood wagaira inteqalat e namaz kiya to Namaz fasid ho jaayegi. Yahi hamare akabireen o motamad muftiyan e kiram ka fatwa hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti…

Hazrat jacket aur windcheater Pehen kar Namaz Padh sakhte hai?

Jawab:nnAgar Jacket se seene ki haddi chup jati ho aur windcheater me guthne tak chup jaaye to Namaz ho jaayegi.nnMagar behtar hai ke saleeqe wala libas pehne.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Namaz Mein Koi Bhi Surah Padne Se Pehle

Aur Koi Bhi Surah Ko Bich Mein Padne Se Pehle Bismillah Padhna Chahiye, Ya Nahi? Jawab: Soorat Ke Shuru Mein Bismillah Padhein Aur Darmiyan Se Shuru Kiya, To Bismillah Na Padhein. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi Khadim…