Category Namaz

Jab Hum Imam Ke Piche Namaz Padte Hai

To Kya Chauthi Rakat Mein Attahiyyat Durood O Dua Padhni Wa Zaroori Hai, Ya Nahi. Jawab: Attahiyyat Padhna Wajib Aur Durood O Dua Padhna Sunnat Hai. Lihaza Agar Attahiyyat Nahin Padha. To Woh Namaz Dobarah Padhna Wajib Hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah…

Sajda Sahu ke Baad Bhi Attahiyat Padhna kaisa hai?

Sajda Sahu ke Baad Bhi Attahiyat Padhna kaisa hai?nnMas’Ala: Sajda E Sahu ke baad Bhi attahiyat padhana wajib hai. Attahiyat padh kar salam phere Aur Behtar yah hai ki dono Qa’do me Darood Sharif bhi padhe.nn(Aalamgeeri)nnAur yah Bhi Ikhtiyaar hai…

4 rakat wali farz namaz imam ke peeche padhi

Imam sahab 1 rakat padha chuke the Humne dusre pakdi.nnTo imam sahab do baar qaida me baithenge, to dusre baar baithenge to hamare wo teesre rakat Hogi.nnToh hum sirf Attahiyyat padhe, ya durood shar’eef or dua e masura bhi padhe.nnApni…