Category Namaz

Namaz Ke Faraiz Kitne Hai?

Jawab: (1) Takbeer e Tahrima. (Namaz Shuru Karne Ke Liye Jo Takbeer Kahte Hai Use Takbeere Tahreema Kahte Hai). (2) Kiyaam. (Namaz Mein Khade Hone Ki Halat Ko Kiyaam Kahte Hai). (3) Qirat (4) Ruku (5) Sajda (6) Qada E…

Namaz Padhte Waqt Pairo Ki Haddi Apne Aap Bolna Kaise Hai?

ANSWERnnAgar Khud Bakhud Ungliyan Chatak Jaaye Ya Jodon Se Aawaz Aaye To Is Me Karaahar Nahi.nnnHaa Jaan Boojh Kar Namaz Me Ungli Chatkaana Makrooh E Tahreemi Hai.nnn????? ?????? ????nnn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

ZOHAR ASAR OR ISHA KI Chaar Rakat Wali Sunnat Mein

Pahli Do Rakat Mein Attahiyat Ke Baad DURUDE IBRAHIM OR DUA E MASOORA Padh Sakte Hai. Jawab: Sunnat E Gair Muakkidah Mein Padh Sakte Hai. Sunnat E Muakkidah Mein Nahi Padh Sakte.   Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi…

Koi Bahut Mazoor Hai Baith Ke Namaz Padh Rahe Hai

Aur Jhuk Nahi Sakte Sajda Ke Liye To Takiya Pe Sajda Kar Sakte Hai. Jawab : Agar Waaqai wo Zameen Par Sajda Nahi Kar Sakte, To Ishare Se Ruku Sajda Karein, Takiya Par Sar Rakhna Sahi Nahi. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti…