Q&A

Shariyat Mai Salam Karne Or Jawab Dena Ka Hukm Hai?

ANSWERnnHuzoor E Akram ? Ne Musalmano Me Apas Me Salam Phailaane Ki Ta?leem O Targeeb Farmaayi.nnnAur Farmaya Salam Phailaao, Lehaza Salam Karna Sunnat Aur Uska Jawab Dena Wajib Hai.nnnJab Ke Musalman Ho.nnn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Tahajjud ki namaz ka tarika bataye?

Jawab: Is namaz ka koi alag tarika nahin, ye namaz bhi usi tarah padhi jaati hai jis tarah aam namazein padhi jaati hain. Albattah iska waqt isha ki namaz ke baad soo kar uthne ke baad hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti…

Namaz e Hajat Ka Tarika

Abu Daawood Mein Hai Hazrat e Huzaifa RadiAllahu Taala Anhu Farmate Hai Ki: Jab Huzur Sallallahu Alaihi Wassallam Ko Koi Aham Muamila Peish Aata, Toh Aap Uske Liye Do (2) Ya Chaar (4) Rakat Namaz Padhte. Namaz e hajat parhne…

Khade Hokar Peshab Karna Kaisa Hadees?

Jawab: Hadees- Ummul Moominin Siddikaa Razi Allahu Talaa Anhaa Farmati Hain Ki Jo Tum Se Kahe Ki Huzoor e Aqdas Sallallahu Alaihi Wasallam Khade Hokar Peshab Farmate Use Sachcha Na Janna, Huzoor Peshab Na Faramate The Magar Baith Kar! Tirmizi…