Category Quran

Quran Shareef Ke Sab Sureh Ki Bahot Fazilat Hai

Tu Aab Kaunse Sureh Kasrat Se Padhein Jayein. Ya Darood Shareef Padha Jayein. Agar Darood Padhein Tu Kaunsa Darood Padhein. Jo Chalte Firte Har Time Padh Sake. Jawab: Rozana Quran E Kareem Mein Se Kuch Tilawat Kiya Karein Aur Is…

Shah Abdul Qadir Dehalwi Jinhone Tarjuma E Quran Kiya Hai

Kya Unka Tarjuma E Quran Padhna Chahiye? Jawab: Aala Hazrat Azeemul Barakat Saiyyiduna Imam Ahmad Raza Fazil E Barailvi RadiAllahu Taala Anhu Tarjama E Quran Kanzul Imaan Padhein. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Dilshad Ahmad Qadri Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Kya mobile mein quran shareef padhna sahi hai?

Quran shareef padhte waqt msgs, calls aur notifications wagera aate hai. To unki taraf dhyan jata hai. To iske liye kya hukm hai? Jawab: Behtar ye hai ke Quran shareef padhte waqt Mobile silent karle aur msgs wagaira par dhiyaan…