Category Qurbani

Qurbani ka gosht taqseem ka bayan

Qurbani ka gosht ka bayan? MASLAH: Qurbani ka gosht khud bhi kha sakta hai aur dosre shakhs gani, ya faqeer ko bhi de sakta hai khila sakta hai. Balke usme se kuch kha lena Qurbani karne wale ke liye mustahab…

Agar koi janwar (bhainsa) jiske daant nahi hai.

Aur dekhne me tandurust hai.nnTo kya uski qurbani bakra eid me ho sakti hai.nnJawab:nnAgar wo do saal ka nahi to uski qurbani jaayez nahi.nnAur Agar Bilkul uske koi bhi daant nahi to bhi qurbani jaayez nahi.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri…

Takbeer e tashreeq ke masail

Jise takbeer e tashreeq kahte hain woh ye hain. Allahu akbar, La ilaha illa hu Wallahu akbar, Allahu akbar wa lillahil hamd Bahar e Shariyat MASLAH: 9wen zilhijjah ki fajar se 13wen ki asar tak har namaz e panjgaana ke…

Kya Murgi Ya Bakra Zibah Karne Ke Liye Wazu Shart Hai?

Jawab:nnMurgi Bakra Wagairah Zabah Karne Ke Liye Wazu Zaroori Nahi.nnBalkeh Jis Pe Gusl Farz Ho Uska Zabeeha Bhi Halal Hai.n????? ?????? ????nnn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Qurbani ke masail

QURBANI KI TA’REEF?nnMakhsoos Janwar Ko Makhsoos Din Mein Baniyyat E Taqarrub Zabah Karna Qurbani Hai.nn(Bahar E Shari’at)nnQURBANI KI QISMEN?nnQurbani Ki Kayi Qismen HainnnGani Aur Faqeer Dono Par Wajib Hai Is Ki Soorat Ye Hai Keh Qurbani Ki Mannat Maani Ye…

Nabalig bachchi jiska inteqal ho gaya hai.

Kya uski taraf se hisse wali qurbani mein aqeeqa kar sakte hai Or kya uski taraf se hisse wali qurbani kar sakte. Kya qurbani aur aqeeqa ka gosht ghar wale kha sakte? Jawab: Jis bachche ka inteqal ho gaya uska…

QURBANI KA BAYAN

QURBANI KA BAYANnnQurbani hazrat saiyyiduna ibaraheem ???? ?????? ki sunnat hai.nnJo is ummat ke liye baaqi rah gayi aur nabi ??? ???? ????? ???? ???? ko qurbani karne ka hukm diya gaya irshad farmaya.n???????? ????????? ??????????nnTum apne rabb ke liye…

EXPORT KE GOSHT KA HUKM

EXPORT KE GOSHT KA HUKM?nnMauqa ki munasabat se zaroori hai ke ham qadr e ijmaal ke saath bayan karde ke maujoodah zamane me EXPORT, IMPORT ke gosht me kya kya asbaab e hurmat maujood hain taake kam az kam woh…