admin

admin

Jhingha Khana Jayez Hai?

Jawab: Huzoor Sadrushshariah Badruttariqah RadiAllahu Taala Anhu Irshad Farmate Hai. Jhinge Ke Mutaliiq Ikhtilaf Hai Ke Ye Machhli Hai Ya Nahi. Isi Bina Par Iski Hiilat O Hurmat Mein Bhi Ikhtilaf Hai. Bazaahir Uski Soorat Machhli Ki Si Nahi Maloom…

Fatawa Faizurrasool Ka Mosannif Kaun Hai?

ANSWERnnAksar Fatawa Faqeeh-E-Millat Mufti Jalaluddeen ???? ?????? Ke Hain Aur Kuch Fatawa Dosre Muftiyaan E Kiraam Ke Bhi Hain.nnn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmad QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Shariyat Mai Salam Karne Or Jawab Dena Ka Hukm Hai?

ANSWERnnHuzoor E Akram ? Ne Musalmano Me Apas Me Salam Phailaane Ki Ta?leem O Targeeb Farmaayi.nnnAur Farmaya Salam Phailaao, Lehaza Salam Karna Sunnat Aur Uska Jawab Dena Wajib Hai.nnnJab Ke Musalman Ho.nnn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Tahajjud ki namaz ka tarika bataye?

Jawab: Is namaz ka koi alag tarika nahin, ye namaz bhi usi tarah padhi jaati hai jis tarah aam namazein padhi jaati hain. Albattah iska waqt isha ki namaz ke baad soo kar uthne ke baad hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti…

Namaz e Hajat Ka Tarika

Abu Daawood Mein Hai Hazrat e Huzaifa RadiAllahu Taala Anhu Farmate Hai Ki: Jab Huzur Sallallahu Alaihi Wassallam Ko Koi Aham Muamila Peish Aata, Toh Aap Uske Liye Do (2) Ya Chaar (4) Rakat Namaz Padhte. Namaz e hajat parhne…