Tag Bahar E Shariyat

Wazu mein kitne farz hai?

Wazu Mein 4 Farz Hai. 1) Muh Dhona 2) Kohniyoon Samet Dono Haath dhona 3) Sar ka masah Karna 4) Takhno Samet dono Pav ka dhona Kisi ujw ke dhone, ke yah maani Hai, Ki us Ujw ke har hisse…

Qurbani ka hissa kitna hota hai?

Qurbani ke janwar mein kitne hisse hote? HADEES:– Hazrat Abdullah Bin Mas’ood RadiaAllahu Taala Anhu se riwayat hai ke Huzoor Sallallahu Alahi Wassallam ne farmaya Qurbani mein gaiy 7 ki taraf se aur uoont 7 ki taraf se hai. (Tibrani)…

Bimar Lait Kar Namaz Padh Raha Tha

Aur Agar Nind Aagayi To Wazu Par Kya Hukm Hai? Jawab: Wazu Toot Jayega. Wazu Toodne Waali Cheejo Ka Bayan. Garm Tandoor Ke Kinaare Paav Latkaaye Baith Kar So Gaya, To Wazu Karlena Munasib Hai. Bimar Late Kar Namaz Padh…

Najasat E Galiza Kya Cheeze Hai?

Jawab: Insaan Ke Badan Se Aisi Cheez Nikle Ki Usse Wazu, Ya Ghusl Wajib Ho Jata Ho. To Wo Najasat e Galiza Hai. Jaise Pakhana, Peshaab, Behtaa Khoon, Peep, Munh Bhar Kai Aur Dukhti Aankh Ka Paani Wagairaa. Aur Haraam…

Mayyat Ke Ghar Jo Khana Bheja Jata Hai.

Wah Khana Auroke Liye Bhi Khana Kaisa Hai? Jawab: Mayyat Ke Ghar Walo Ko Jo Khana Bheja Jaata Hai Yah Khana Sirf Ghar Waale Khaayein Aur Unhi Ke Laaik Bheja Jaayein Jyaada Nahi. Auro Ko Wah Khana Mana Hai. Qashfulaza…

Aqeeqah ke masail

MASLAH: Aqeeqah ke liye 7wa din behtar hai aur 7we din na karein to jab chahein kar sakte hain sunnat ada ho jaayegi. (Bahar e shariat) MASLAH: Baaz ne kaha Hai ke 7wen din, ya 14wen din, ya 21wen din.…

Namaz Ke Faraiz Kitne Hai?

Jawab: (1) Takbeer e Tahrima. (Namaz Shuru Karne Ke Liye Jo Takbeer Kahte Hai Use Takbeere Tahreema Kahte Hai). (2) Kiyaam. (Namaz Mein Khade Hone Ki Halat Ko Kiyaam Kahte Hai). (3) Qirat (4) Ruku (5) Sajda (6) Qada E…